रात को नही जागना चाहिए || देर रात तक जागना सही या गलत || देर रात तक जागने के नुक्सान ||
Is video ke madhyam se Guru Randeep ji ne bataya hai ki der raat tak jagne wale kuch baton ka Vishesh Dhyan avashay hi rakhen. Raat ko jagne Ke anekon Kaaran hai Jaise kuch bacche Puri raat bhar padhte rahte hain , lekin kuch ladke va ladkiyaan raat bhar video call, WhatsApp chatting, phone par baat karna aur bade -bade sheharon mein log der raat tak disco mein naachna va nashe karna karte rahte hain. Aisa karne se unhen mansik tanav aur depression ki dikkat bhi Ho jaati hai. Sabhi jivon ko Apne sharir, man ,buddhi aur vicharon Ke santulan ko banaye rakhne ke liye samay par Sona chahiye.