Om Namah Shivaya I Shiv ko bhasm lagana kyon Priyah Hai I
Is video ke maadhyam se Guru Randeep ji ne bataya hai Ki Bhagwan Shiv bhasm kyon lagate hain. Aneko Naga Sadhu, Aghori, tantra karne wale kyon apne sharir ke upar bhasm ko dharan karte hain. Bhasm ko apne upar ramane ka aadhyatmik arth hai dar Ko dur karna. Vastav mein yah dar apni mrutyu ka hota hai. Yah aapko sharir ki naswarta ki yad dilata hai .
Mahakal ke Darbar mein bhasm aarti bhi hoti hai . Karipanidhan Mahakal ke bhakton ki kabhi bhi akaal mrutyu nahin hoti.